Showing posts with label Hindi. Show all posts
Showing posts with label Hindi. Show all posts

Sunaa hai .... by Ahmad Faraz...

Just found some beautiful lines of  Janab Ahmad Faraz ....

sunaa hai log use aankh bhar ke dekhte hain
so us ke shah’r mein kuchh din Thahar ke dekhte hain

sunaa hai rabt(closeness) hai us ko Kharaab haalon se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hain

sunaa hai bole to baaton se phuul jhhaRte hain
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hain

sunaa hai us ke badan ke taraash aise hain
ke phuul apanii qabaayeN(tunic) katar ke dekhte hain

Another Good one from DKV

"नहीं कहा जो कभी, खामखाँ समझती है ,
जो चाहता हूँ मैं कहना कहाँ समझती है
सब तो कहते थे ताल्लुक में इश्क के अक्सर
आखँ को आखँ , ज़बाँ को जबाँ समझती है.......Another Good one from DKV

Blog Archive