Hindi Interview questions

As I get the opportunity to meet few of writers and poets of hindi language, so I thought of taking their interview so that I can co-relate myself with their thoughts and in the same context , I prepared the following interview questions :
1. Apne bare mein sanchipt mein bataien ?
1a. aapko hindi mein kis kavi/lekhak ne sabse jada prabhavit kiya ?
2. Apni kuch kritiyon kein bare mein bataien ?
3. Aapko Hindi ka bharat mein kya bhhavisya dokhta hai ?
4. Aajkal ka yuva vark jada se jada English ya Hinglish ka prayog kar raha hai....iise samaj mein hindi ka mahatva kam hota dikh raha hai ?  ispar aapki kya rai hai ?
5. Aapke anusaar kya kaam aur hone chahiye jisse Hindi ka mahatva logon mein bare ?
6. Aapki Norway mein kis baat ka sabse jada difference dikha ?
7. Share your special poem with us ?

Quick bites : yes/no1. Hindi kya sahi mein rastriya bhasa hai , jaisa kaha jata hai ?

Another flavour :
1. Apne bare mein sanchipt mein bataien ?
1a. aapko hindi mein kis kavi/lekhak ne sabse jada prabhavit kiya ?
2. Apni kuch kritiyon kein bare mein bataien ?
3. which language is greater in term of literature; bangla or hindi?
4. Apko Tagore/Viswabharti educaton system ki kis baat ne sabse jada prabhivit kiya hai ?
5. Hindi ka Bengal ya Bengali society mein kya role hai ?
6. KKya Tagore ne Hindi mein bhi kuch rchnayein likhi ?
7. aapko tagore ki jo sabse inspiring line lagti ho , uske bare mein batayen ?

0 comments:

Blog Archive